Wednesday, April 24, 2019

Vijeta


                               VIJETA

Man me ek vishwas bharkar apani manzil ki Aor chal dena tum,
Jab tak manzil na mile, apani mazil ki Aur chalate rehana tum,
Rah me kahi mushkile ayengi, Par kabhi tut mat jana tum,
Agar asafalata bhi ayi to, kabhi har mat jana tum,
Ek bat kabhi na bhulana, akhir ek VIJETA ho tum

Hai lakshya ko pana, bass itana hi dhyan me rakhana tum,
Muskhile to ayengi hi, par kabhi dhiraj mat kho dena tum,
(Mushkilonko) chunuati man
Safalata to ani hai, man ek ghat bandh lena tum,
Tan man me agni bharkar, samar me utar jana tum,
Jab tak safal na ho, Maidan me yu date rehana tum,
Ek bat kabhi na bhulana, akhir ek VIJETA ho tum

No comments:

Post a Comment